Hello friends kaise hai aap,jaisa ki aap sabhi ko pata hai computer aur laptop humari life ka important part hai. Aaj ke time sabhi kaam laptop computer aur mobile se hone lage hai. Computer aur laptop par kaam karte hui apko kai baar screenshot lene ki jarwat padti hogi.kuch ko ye tarika aata hai yadi aapko nahi pata hai tu. how to screenshoot computer and laptop in hindi me screenshoot kaise lete iski complete jankari dene wale hai tu chaliyee shruu karte hai.
Computer aur laptop me screenshot kaise lete hai
Computer aur laptop me screenshoot lene ki ek hi method hai. Hum apko sabhi aasan tarike screenshot lene ke batyege.
Shortcut key ki sahyta se
Kisi bhi PC aur Computer me screenshoot lene sabse pahla tarika Shortcut key ji ha aap computer me shortcut key (Window + Prt sc) press kar ke screenshot le sakte hai. Jaise hi aap window ke prt sc button press karege screenshoot save ho jaye ga. Iske baad screenshot kaha save hai yaha check karne ke liye niche diye gaye steps follow kare.
Step-:1 Sabse pahle aap apne computer me screenshoot lene ke liye Window+Prtsc button press kare
Step-:2 Iske baad screenshot kaha save hua hai , yaha Dekhne ke liye My Computer ko open kare.
Step-:3 Abe apko Picture wale options par click karna hai.
Step-:4 Abe apko screenshot wala folder open karna hai. Yaha par Apne jo screenshot liya hai wo dikhe jayega.
Snipping tool ki help se Screenshot kaise le
Computer aur pc me screenshoot lene ka Second type hai snipping tool hai. Yaha software windows me apko pre-install milega. Aur aagar apke pass nahi hai , tu isee download bhi kiya ja sakta hai. Snipping tool ki sahyta se screenshoot lene ke liye ye steps follow kare.
Step-:1 Sabse pahle aap apne computer me jis kisie ka bhi screenshot lena chate hai windows ke start button par jaye.
Step-:2 Uske baad aap search bar par jaye.
Step-:3 Next step me aap search bar me Snapping tool likh kare search kare.
Step-:4 uske baad apko sabse pahle number par par click karoge tu apko 4 options open ho ge , yaha se apko jo size chaiye. Waha select kare le ya fir mouse ka right click karke bhi jitana screenshot chiye, waha select kare le.
Step-:5 Uske baad yaha par dusre wale option (save Snip) par click kare.
Step-:6 Ab yaha par file name me jo bhi name dena chahte hai waha type kare le. Aur apko screenshot ko jaha par select karna hai. Usee par click karke save par click kare de.apka screenshot save ho jayega.
Abe apko ko dekhna hai ki aapka screenshot kaha par save hua hai. Too apko inee steps ko follow kare
- Windows Start button par click kare.
- My computer par click kare.
- Picture wale options par click kare.
- Abe aap screenshot wale ya My Picture wale jo bhi option apko dikhe ga. Usee par click kare
- Abee apka screenshot apko yaha par dikha jayega.
Snapping tool aur MS Paint ki sahyta se screenshot le
Iske liye apko jiska screenshot lena hai apko usee aap open kare le.
Step-:1 sabse pahle aap apne computer me LIGHTAHOT software ko download kare ke install kare le.
Lightshoot software install karen ke baad apko screenshot lene ke liye apko kewal PrtSc yani Print screen keyword button me press kare.
Uske ke baad mouse Arrow ke bilkul niche select area ka option show hoga.
Step-:2 aap jaise hi screen area select karoge tab acreen area ke sath kuch is taraha ke option show honge. Jinme bhut se feature option honge.
Right side menu options:- Right side menu me pen , Line , Arrow , Rectangle , Maker , Text , colour , undo(Cltr+Z) ke option show honge.
Bottom menu option:- Bottom menu bar me Upload , share on social network , search similar , images on Google ,print , copy , save and close ke option honge.
Abe aap apni jarurat ke hisab se screenshoot le sakte ho. Aap chaho to screenshoot ko google search me use kare sakte ho ya fir social media site par share kare sakte ho.
Isee software ke alwa bhi software hai jinki madad se aasani se screeshot le sakte ho. Mene kuch screenshot lene wale software ke bare me yaha bata deta jarur try kare.
Lightshoot:- Free work with Mac OS and Window OS
Skitch:- Free work with window
Maker:- Free for Mac OS and Window OS
Sharex:- Free work with Windows
TinyGrab:- Free work with MacOs an window.
Nimbus Screenshot:- Free work with max and windows.
Ember:- Paid 25$ work with Macos.
Picpack:- Paid 9$ to 22$ per user, work with window.
Isme se kuch software ke plugin and google extension bhi available. Inse aap web pages par aasani screenshoot le sakte ho.
- Abe keyboard par PrtSc wale button ko dabyee.
- Abe dobara window button ko dabyee aur search bar me paint ko select kare.
- Abe file ke niche Paste wale option par click kare. Aapne jo screenshot liya tha , waha apke samne aa gaya hai.
- Abe aap file par click kare aur save as par click kare.
- Ab aap yaha par File name de kar save par click kar de. Apka screenshot save ho jayega.